Mile Na Koi Ghum Jahan Bhi Raho Tum,
Samandar Ki Tarah Dil Hai Gehra Tumhara,
Sadaa Khushio Se Bhara Rahe Daaman Tumhara..
Har ghum se aap anjaan rahen,
Jiske sath mehak uthe aapki zindgi,
Hamsha aapke pass woh insan rahe..
Naam Aapka Roshan Rahe Aaftab Ki Tarah,
Gham Mein Bhi Aap Hanste Rehna Phoolon Ki Tarah,
Agar Hum Iss Duniya Mein Na Rahein Aaj Ki Tarah,
Toh Bhi Apna Janamdin Manaate Rehna Isi Tarah..
baar baar yeh dil gaaye,
tu jiye hazaro saal,
yehi hai meri aarzoo,
Happy B’day To You My Wife !!!.
Aur Mile Khushiyon Ka Jahan Aapko,
Jab Agar Aap Mange Aasma Ka Ek Tara,
To Bhagwan Dede Sara Aasma Aapko…!!.
Uske Janamdin Par Usi Ki Koi Raza De,
Dar Par Tere Aunga Har Saal,
Ki Usko Gile Ki Na Koi Wajah De..
Aur Mile Khushiyon Ka Jahan Aapko,
Agar Aap Mange Aasma Ka Ek Tara,
To Khuda Dede Sara Aasma Aapko.
Happy Birthday My Dear Friend..
Tanha Dil Itna Majbur Na Hota,
Hum Aapko Khud Birthday Wish Karne Aate,
Yadi Aapka Aasiyana Itni Dur Na Hota..!!.
Aur Chidiyon Ne Gaana Gaaya,
Phoolon Ne Hans Hans Kar Bola,
Mubaraq Ho Tumhara Janam Din Aaya..!!.
Chand Ki Dharti Par Mukam Ho Aapka,
Hum To Rahte Hai Choti Si Duniya Me,
Par Khuda Kare Sara Jahan Ho Aapka..!!